
Huzoor sarwar e kainat Hazrat Muhammad (saws) ne farmaya tu ne apne pehlu ko bistar per rakha aur ” Sura Fatiha ” aur ” Sura Ikhlas ” parh li to maut ke ilawa her cheez se bekhof hogaya! Huzoor Aqdas (saws) ka irshad hai ke raat ko rozana 5 kaam kar ke soya karo : (1) – 4 times ” Sura Fatiha ” parh kar soya karo iss say 4 hazar dinar sadqa dene ka sawab milega. (2) – 3 times ” Sura Ikhlas ” parh kar soya karo iss se 1 mukamal Quraan parhne ka...